Wednesday, December 16, 2009

German Scientist

It is True News.

Kuch German Scientist Apni Daily Research k Pacific Ocean Ki Teh Main Gaye.

To Unho Ne Dekha K Kuch Fishes or Chhotay Aabi Janwar.

Aapas Main Group Ki Soorat Main Tairtay Huye Kuch Aawaz Nikaal Rahy Thy.

Jab Ye Aawaz Scientist Ne Suni To Woh Hairan Ho Gaye, Unho Ne Usay Record Kya.

Woh Jab Apne Center pe Aakar Jab Usko Translator Machine Main Aawaz daali To Us Aawaz Ki Translation Hogai.

Woh Scientist Hairan Hogaye K Janwar Bhi Aisa Bol Sakta Hai.

Aapko Pata Hai Woh Janwar Kya Keh Rahy Thay?
.
.
.
.
Majboor Aa, Ashiq Majboor Aa,
Bhalay Kedho Bi Kandhar Hujay.
Ha Ha Ha Ha. :-)

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...