Tuesday, November 24, 2009

MUHARAM-UL-HARRAM & EID-UL-AZHA K DARMIYAN FARQ

MUHARAM-UL-HARRAM & EID-UL-AZHA K DARMIYAN FARQ

1. Saal ka akhri mahina bhi qurbani, pehla bhi qurbani.

2. Wo bhi 10 ko ye bhi 10 ko.

3. Wo b NABI ka LAAL, ye b NABI ka LAAL.

4. Unki yaad b manate hain, inki yaad bhi manate hain.

5. Yeh ZABH-E-AZEEM, woh SHAHEED-E-AZEEM.

6. Inhon ne KHAWAB nibhaya, unhon ne WADA-E-NANA nibhaya.

7. Wo SABR ki IBTIDA, ye SABR ki INTIHA.

8. Yeh Kabey ko banane wale, wo Kabey ko Bachane waley.

"SUBHAN ALLAH"

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...